Ham dil ki tassalli ka song is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ye kis andaz se aaya
Hai koi meri mahfil me
Hazar khwahise
Angdayiya lene lagi dil me
Hum dil ki tasalli
Ka saman luta baithe
Hum dil ki tasalli
Ka saman luta baithe
Jalim teri surat par
Jalim teri surat par
Iman luta baithe
Hum dil ki tasalli
Ka saman luta baithe
Hum dil ki tasalli ka


Najar milao to dil ko karar aa jaye
Najar milao to dil ko karar aa jaye
Kisi ke ujade chaman
Me bahar aa jaye
Kisi ke ujade chaman
Me bahar aa jaye
Bahar aa jaye
Hum dil ki tasalli
Ka saman luta baithe
Hum dil ki tasalli ka
Jalim teri surat par
Jalim teri surat par
Iman luta baithe
Hum dil ki tasalli ka


Meri nigaho ne chuma teri nigaho ko
Meri nigaho ne chuma teri nigaho ko
Koi na dekh saka in hasi adao ko
Koi na dekh saka in hasi adao ko
Hasin adao ko
Hum dil ki tasalli
Ka saman luta baithe
Hum dil ki tasalli ka
Jalim teri surat par
Jalim teri surat par
Iman luta baithe
Hum dil ki tasalli ka.