Ham apane gham kaa fasaana song is from and it is sung by . This song was released on 01 Jan 2018.
saba ke bad chaman kaa ajib haal huwa - (2)
bahaar aayee magar phul mushura naa sake
ham apane gham kaa fasaana unhe suna naa sake

ham apane gham kaa fasaana unhe suna naa sake - (2)
jab unako saamane paaya toh khud ko pa naa sake - (2)
ham apane gham kaa fasaana unhe suna naa sake

khushee naa ho toh behaal jaaye gum se dil lekin - (2)
woh kya karega jise ghum bhee raas aa naa sake
jab unako saamane paaya toh khud ko pa naa sake
ham apane gham kaa fasaana unhe suna naa sake

hai ek dag woh arshe wafa ke daaman par - (2)
jo shyaame hijr tarikhiya mita naa sake
(jab unako saamane paaya toh khud ko pa naa sake
ham apane gham kaa fasaana unhe suna naa sake) - (2)