Ghar Se Nikalte Hi Lyrics - Rahul Jain
2018
Lyrics
Masoom chehra, neechi nigahein
Bholi si ladki, bholi adaayein
Na apsara hai, na woh pari hai
Lekin yeh uski jadugari hai
Bholi si ladki, bholi adaayein
Na apsara hai, na woh pari hai
Lekin yeh uski jadugari hai
Deewana kar de woh
Ek rang bhar de woh
Sharma ke dekhe jidhar
Ek rang bhar de woh
Sharma ke dekhe jidhar
Kuchh daor chalte hi
Raste mein hai uska ghar
Raste mein hai uska ghar
Ladki hai jaise koyi paheli
Kal jo mili mujhko uski saheli
Maine kaha usko jaake yeh kehna
Achcha nahi hai yoon door rehna
Kal jo mili mujhko uski saheli
Maine kaha usko jaake yeh kehna
Achcha nahi hai yoon door rehna
Kal shaam nikle woh
Ghar se tehalne ko
Milna jo chaahein agar
Ghar se tehalne ko
Milna jo chaahein agar
Ghar se nikalte hi
Kuchh daor chalte hi
Raste mein hai uska ghar
Kuchh daor chalte hi
Raste mein hai uska ghar
Kal sunah dekha to
Baal banatai woh
Khidki pe aayi nazar
Baal banatai woh
Khidki pe aayi nazar