ग़ालिब होना है Ghalib Hona Hai Lyrics - Armaan Malik
2022 Saregama Music
About this song
- Singer: Armaan Malik
- Lyricist: A.M. Turaz
- Music Director: Sanjay Leela Bhansali
- Music Arranged and Programmed by: Shreyas Puranik & Rutvik Talashilkar
- Strokes: Tapas Roy
- Tabla: Sanjeev Sen
- Rhythm & Percussions: Dipesh Varma
- Flute: Varad Kathapurkar
- Guitars: Shomu Seal & Rutvik
- Bass: Manas Chowdhary
- Mixing & Mastering @ Studio5o4 Engineer: Rahul M Sharma
- Assistant: Samir Dharap,Rohit Patil
- Engineer: Nageshwar Rao Choudary, Rahul M Sharma
- Assistant: Deepak Poojari
- Featuring : Armaan Malik, Sharmin Segal
- Video Directed By: Mitakshara Kumar
- DOP: Mahesh Limaye
- Choreography: Kruti Mahesh
- Executive Producer : Arvinder Shagmer Gill
- Chief Ad: Amit Tyagi
- Director Assistants : Simran Segal, Rahul Sharma
- Editor : Vineet Sharma
- Di Colorist: Ashirwad Hadkar
- Vfx Supervisors : Subroto Jalui, Shailesh Gautam (Famulus Media)
- Production Design : Sandeep Ravade
- Line Producer : Vikram A Yadav
- Production Team: Kiran Gangurde,vishal Manohar
- Manager: Kimberley Fernandes
- Makeup: Dipak Nayak
- Hair Styling: Madhav Trehan
- Stylists : Pranav Sood & Krisna Krishnankutty
- Boy: Rohit Mer
- Hair: Pratik Gaikwad
- Makeup: Sushil Kumar Swami
- Label:: Saregama India Ltd, A RPSG Group Company
- Find peace, quiet and love in the tunes of #SanjayLeelaBhansali's first-ever original music album #Sukoon!
Lyrics
Ishq teri aankhon mein likha
Ishq teri aankhon mein likha
Padhne de zara
Hum ko bhi ghalib hona hai
Hum ko bhi ghalib hona hai
In ghazlon si aankhon mein khona hai
Ishq teri aankhon mein likha
Padhne de zara
Hum ko bhi ghalib hona hai
Hum ko bhi ghalib hona hai
In ghazlon si aankhon mein khona hai
Ishq teri aankhon mein likha
Padhne de zara
Hum ko bhi ghalib hona hai
Hum ko bhi ghalib hona hai
In ghazlon si aankhon mein khona hai
Ishq teri aankhon mein likha
Padhne de zara
Hum ko bhi ghalib hona hai
Hum ko bhi ghalib hona hai
In ghazlon si aankhon mein khona hai
Ishq teri aankhon mein likha
Ghazlen hum tujh pe likhte rahein
Ghazlen hum tujh pe likhte rahein
Shayar bann bann ke ugte rahein
Tera chehera koyi kitaab sa hain
Tera milna koyi khwaab sa hain
Iss khwaab mein khud ko dubona hain
Ghazlen hum tujh pe likhte rahein
Shayar bann bann ke ugte rahein
Tera chehera koyi kitaab sa hain
Tera milna koyi khwaab sa hain
Iss khwaab mein khud ko dubona hain
Ishq teri aankhon mein likha
Padhne de zara
Ishq teri aankhon mein likha
Padhne de zara
Ishq teri aankhon mein likha
Tere hothon se sher barasten hain
Ho tere hothon se sher barasten hain
Hum baaton ko teri taraste hain
Tera hum se kalam joh ho jaaye
To hamara naam bhi ho jaaye
Teri palkon mein khud ko perona hai
Ho tere hothon se sher barasten hain
Hum baaton ko teri taraste hain
Tera hum se kalam joh ho jaaye
To hamara naam bhi ho jaaye
Teri palkon mein khud ko perona hai
Ishq teri aankhon mein likha
Padhne de zara
Hum ko bhi ghalib hona hai
Hum ko bhi ghalib hona hai
In ghazlon si aankhon mein khona hai
Ishq teri aankhon mein likha.
Padhne de zara
Hum ko bhi ghalib hona hai
Hum ko bhi ghalib hona hai
In ghazlon si aankhon mein khona hai
Ishq teri aankhon mein likha.