Ek pal song is from and it is sung by . The music of this song is composed by . This song was released on 26 Jan 2015.
ye zindagi ek pal ka hai safar
to kya jo teri yaad me jaye guzar
soye zameen asmaan jab raat ho
aur jagoon teri yaad me
main raat bhar
tu ye jaaney na
teri yaad me jaanejaan
maine chhoda ye jahan
main wahan ab tu jahan
socha ye tune kya kabhi
ye bekhaber
ke chahun tumko har ghadi
main kis qadar