दूर जा ना सकोगे Doorr Jaa Naa Sakkoge Lyrics - Raj Barman
2022 Himesh Reshammiya Melodies
About this song
- Song: Doorr Jaa Naa Sakkoge
- Music & Lyrics By : Himesh Reshammiya
- Singer: Raj Barman
- Music Programmer’s: Suhas Parab, Subhash Parab, Priyesh Vakil, Barzin Contractor & Pratik Panchal.
- Mixed and Mastered: Salman Shaikh at HR Musik Studio
- Assistant Mixing Engineer: Anudutt Shamain
- Acoustic Guitar: Chintoo Singh Wasir
- Blessings : Vipin Reshammiya & Madhu Reshammiya
- Produced By: Himesh Reshammiya Melodies
- Featuring: Raj Barman
- Project Consultant: Jitendra Patel
- Finance Consultant: Chintan Patel
- Consulting Producer: M.P. Singh
- Editor: Swapnil Patre
- Executive Producer: Rajendra Bhikaji Toraskar
- Finance & Account Manager: Rahul Sheth & Prakash Serrao
- In house Marketing: Ravi Desai
- In house A & R: Vishnu Iyer
- PR Team: Communique Film PR
- Legal Advisor: Tapas Dasgupta
- Himesh Reshammiya Staff: Nilesh Dubey, Roshan Sav & Pradeep Kumar Ray
- Make Up: Rajesh Gupta
- Publicity Design: Loki’s Studio -Sachin Maruti Lokhande & Atul Janardan Tarkar
- Production Boys: Omprakash Yadav, Gopendu Patta.
Lyrics
Tum saath raho ya na raahon
Tumhe humesha apne
Dil ke kareeb mehsoos
Karta hoon main
Zamane se chura ke
Tumhe apne dil mein
Mehfooz rakhta hoon main
Tumhe humesha apne
Dil ke kareeb mehsoos
Karta hoon main
Zamane se chura ke
Tumhe apne dil mein
Mehfooz rakhta hoon main
Tum mile na humein
Jaan ye jaayegi
Tum mile na humein
Jaan ye jaayegi
Jaan ye jaayegi
Tum mile na humein
Jaan ye jaayegi
Door jaa na sakoge tum humse kahin
Meri yaadein tumhe yaar tadpayengi
Banke dekho humare tum ae dilnashi
Meri chaahat tumpe pyar barsayengi
Meri yaadein tumhe yaar tadpayengi
Banke dekho humare tum ae dilnashi
Meri chaahat tumpe pyar barsayengi
Yakeen tum karo humara sanam
Varna tumpe tohmat lag jaayegi
Tum mile na humein jaan ye jaayegi
Tum mile na humein jaan ye jaayegi
Varna tumpe tohmat lag jaayegi
Tum mile na humein jaan ye jaayegi
Tum mile na humein jaan ye jaayegi
Door jaa na sakoge tum humse kahin
Meri yaadein tumhe yaar tadpayengi
Tum mile na humein jaan ye jaayegi
Tum mile na humein jaan ye jaayegi
Meri yaadein tumhe yaar tadpayengi
Tum mile na humein jaan ye jaayegi
Tum mile na humein jaan ye jaayegi
Teri meri kahani mein
Hain faaslon ka silsila
Gehraiyan bhi hain baadi
Jabse hain dil se dil mila
Hain faaslon ka silsila
Gehraiyan bhi hain baadi
Jabse hain dil se dil mila
Har ek dagar hain gumshuda
Har ek kasak hain bas judaa
Har ek kasak hain bas judaa
Samjho kuch toh samjho mere janasheen
Meri aahein tumhe yaar tadpayengi
Banke dekho humare tum ae dilnashi
Meri chahat tumpe pyar barsayengi
Meri aahein tumhe yaar tadpayengi
Banke dekho humare tum ae dilnashi
Meri chahat tumpe pyar barsayengi
Yakeen tum karon humara sanam
Varna tumpe tohmat laag jaayegi
Tum mile na humein jaan yeh jaayegi
Tum mile na humein jaan yeh jaayegi
Varna tumpe tohmat laag jaayegi
Tum mile na humein jaan yeh jaayegi
Tum mile na humein jaan yeh jaayegi
Tere bina mujhe kahin
Ek pal bhi chain hain nahi
Jo hain tumhari khwahishein
Hain meri manzilein wahin
Ek pal bhi chain hain nahi
Jo hain tumhari khwahishein
Hain meri manzilein wahin
Phir kyun humein rulaate ho
Phir kyun humein sataate ho
Phir kyun humein sataate ho
Naa karo humpe ye zulm ae humnashi
Meri furqaat tumhein yaar tadpayengi
Banke dekho humare tum ae dilnashi
Meri chahat tumpe pyar barsayegi
Meri furqaat tumhein yaar tadpayengi
Banke dekho humare tum ae dilnashi
Meri chahat tumpe pyar barsayegi
Yakeen tum karon humara sanam
Varna tumpe tohmat laag jaayegi
Tum mile na humein jaan ye jaayegi
Tum mile na humein jaan ye jaayegi
Varna tumpe tohmat laag jaayegi
Tum mile na humein jaan ye jaayegi
Tum mile na humein jaan ye jaayegi
Door jaa na sakoge tum humse kahin
Meri yaadein tumhe yaar tadpayengi
Tum mile na humein jaan ye jaayegi
Tum mile na humein jaan ye jaayegi.
Meri yaadein tumhe yaar tadpayengi
Tum mile na humein jaan ye jaayegi
Tum mile na humein jaan ye jaayegi.