Is khayal se main darr jata hoon Hum kabhi mil nahi paaenge
Is khayal se main darr jata hoon Hum kabhi mil nahi paaenge
Shabad khatam par kehna chaahun bohat kuch Bhai toh tha hi aur akela pkka dost tu Tha tha kyun bol raha hoon main Abhi bhi umeed hai milega kisi roz tu
Mera dil ghabra jata hai teri hustle soch ke Itna daler tujhe hona chahiye tha fauj mein Sahi mein yeh duniya tere kaabil nahi Acha hua tu chla gaya swarag ko khoj ke
Par dukh is baat ka hai humein le ke nahi gaya Yaad toh karta awaaz bhi de ke nahi gaya Kam se kam chal jhooth hi keh de Yahin hai aas paas tu kahin nahi gaya
Is khayaal se main darr jata hoon Hum kabhi mil nahi paaenge
Is khayaal se main darr jata hoon Hum kabhi mil nahi paaenge
Mere bhai, tu duniya ke hisaab se zyada hi dildaar tha Mureed har koi aaj bhi tere vyehwaar ka
Chup chaap shaant sa bus kaam par dhayaan tha Maine tujhse seekha asli matlab aadar satkaar ka
Dil se dosti nibhaane ke kya faayde hain Bhagwaano ki bhi na sune dosti ke apne kaayde Har din brother day har din 24 may Doston ke alawa sab befizool raaye se hain
Teri awaaz goonjati hai mere kaano mein Tera sonay sa dil kahaan dekha hoga insaano ne Bhai maaf karna nahi utaar sakta karz tera Saat janem mein na laakho gaano mein
Is khayal se main darr jata hoon Hum kabhi mil nahi paaenge
Is khayal se main darr jata hoon Hum kabhi mil nahi paaenge
Hai mujhe yaad ek ek pal Rehega zindagi bhar Darasal kosta rehta main khud ko Teri jage mujh manhoos ko Jaana chahiye tha mar
Teri jageh mujh manhoos ko Jaana chahiye tha mar..