Chaasni Si Lyrics - Yasser Desai
in Album Songs
Watch the Video
Song Information
Chaasni si song is sung by Yasser Desai. This song is penned by Vishal Mishra and composed by Jeet Gannguli. This song was released on 31 Dec 2018.
Director: Akshay Kalledy
Song - Chaasni Si
Actor - Sheena Bajaj & Yasser Desai
Singers - Yasser Desai
Music - Jeet Gannguli
Lyrics
Chaasni si baat teri
Barfi ke jaise jiya
Chaasni si baat teri
Barfi ke jaise jiya
Aankhon mein thoda namak
Angoori tera basha
Pyaas hai saanson mein
Sharbat si teri adaa x (2)
Dekhoon tujhe toh bhulun jahan aaye haye
Amrit sa mera jiya
Oh yeh toone kya kya kar diya
Ho yeh toone kya kya kar diya
Teekhi nazar hai aachar si
Aansu hai jaise zehar
Ho baahon mein hai misri ghuli
Honth hai jaise shehad
Pyaas hai saanson mein
Sharbat si teri adaa x (2)
Dekhoon tujhe toh bhulun jahan aaye haye
Amrit sa mera jiya
Oh yeh toone kya kya kar diya
Ho yeh toone kya kya kar diya
Roothe kabhi toh mirchi lage
Hans de toh pighli baraf
Oh bole agar sheeri baahein
Chhoo le toh meethi jalan
Chaasni si baat teri
Barfi ke jaise jiya
Aankhon mein thoda namak
Angoori tera basha
Pyaas hai saanson mein
Sharbat si teri adaa x (2)
Dekhoon tujhe toh bhulun jahan aaye haye
Amrit sa mera jiya
Oh yeh toone kya kya kar diya
Ho yeh toone kya kya kar diya