Bhooli bisree song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Woh ashq banke meri
Chasmein tar mein rehta hain
Woh ashq banke meri
Chasmein tar mein rehta hain
Ajeeb shaks hain
Paani ke ghar mein rehta hain


Bhooli bisree yaadon ki
Kirano ko sajakar roye hain
Woh chehara jab yaad aaya
Hum samma jalakar roye hain
Hum samma jalakar roye hain


Saath tumhara kyaa chhuta thaa
Dard se har rista tuta thaa
Saath tumhara kyaa chhuta thaa
Dard se har rista tuta thaa
Ye aansu hain khushi ke aansu
Tumko paakar roye hain
Tumko paakar roye hain
Bhooli bisree yaadon ki
Kirano ko sajakar roye hai


Apni hi majboori thi
Jo hoth humare khul na sake
Apni hi majboori thi
Jo hoth humare khul na sake
Jab bhi maanga khuda se tumhein
Bas hath utha kar roye hain
Bas hath utha kar roye hain
Bhooli bisree yaadon ki
Kirano ko sajakar roye hain


Yaad hain ab tak shaame judaai
Woh palke bheegi thi
Yaad hain ab tak shaame judaai
Woh palke bheegi thi
Raashid aaj unhi aankhon ke
Khaab sajakar roye hain
Khaab sajakar roye hain
Bhooli bisree yaadon ki
Kirano ko sajakar roye hain


Woh chehara jab yaad aaya
Hum samma jalakar roye hain
Hum samma jalakar roye hain
Bhooli bisree yaadon ki
Kirano ko sajakar roye hain.