अपनी माटी Apni Maati Lyrics - Shreya Ghoshal
in Album Songs
Watch the Video
Song Information
अपनी माटी apni maati song is sung by Shreya Ghoshal. Record label of this song is Shreya Ghoshal Official. This song is penned by Swanand Kirkire and composed by Shantanu Moitra. This song was released on 17 Aug 2020.
Video By: BToS Productions Pvt. Ltd.
Creative Director: Nazeef Mohammed
Concept: Allan Fernandes
Editor: Allan Fernandes
Grade: Mayur Sharma
Lyrics
Tere sar pe neela gagan hai
Shoundhi maati hai
Tere kaandhe hariyali chunar
Sarshrati hai
Yeh nadiya tera gehna hai
Sagar ka darpan hai
Tere dil mein karoona megh hai
Aankho mein sawan hai
Teri saansein bas prem ke kisse sunati hai
Tere ishq mein doobey hai hum
Tu apni maati hai tu apni maati hai
Tu apni maati hai
Teri anjoori mein khet hai
Ek dhan ka dana
Teri ungliyan hai kaarigar ki
Khwaab boon jana
Tere baajuwon mein bal bada jo sarhade thaame
Tere jehen ka loha bhi sari duniya hi maane
Tera jazbaa hai jawaan ka
Tera marm hai kishaan ka
Har dard ko seh kar bhi tu toh muskurati hai
Har kali har phool daaman mein samati hai
Yeh nadiya tera gehna hai
Sagar ka darpan hai
Tere dil mein karoona megh hai
Aankho mein sawan hai
Teri saansein bas prem ke kisse sunati hai
Tere ishq mein doobey hai hum
Tu apni maati hai tu apni maati hai
Tu apni maati hai tu apni maati hai
Tu