LyricsTashan

Allahbad Me Paida Huyee Lyrics - Jaaneman | Hema Malini | Lata Mangeshkar

in Movies

Watch the Video

Song Information

Allahbad me paida huyee song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Dev Anand. This song was released on 30 Jul 1976.

Lyrics

tohre gun gate gate, din bita rain aa chali
kab loge prabhu moree khabariya, der bahut ho chalee
allahabad me paida hui
allahabad me paida hui, mai jabalpur me palee
ab bambai hain adda mera, yeh badnam see gali
mera naam hai ram hai ramkali

kaise aai kaha aayee yeh jawani mat pucho
sharm aate hai tauba yeh kahani mat pucho
ke ha shalimar ke bag me khilake banee phul yeh kale
abb bambai hain adda meraa, yeh badnam si gali
meraa naam hai ram hai ramkali

kaha se yeh soj aaya kaha se saj maine sikhe
arj kiya hai bade bade ustado se yeh andaj maine sikhe
ke ha nayee puranee dilli kee tadpaker bhee mai chalee
abb bambai hain adda meraa, yeh badnam see galee
meraa naam hai ram hai ramkali

rab khuth na bulaye kadardan har jagah hain
meharbano mere meharban har jagah hain
toh rab khud na bulaye kadardan har jagah hain
ke ha lucknow ke rangin shehar me shama mai ban ke jalee
abb bambai hain adda meraa, yeh badnam see galee
meraa naam hai ram hai ramkali

allahabad me paida huyee, mai jabalpur me palee
abb bambai hain adda meraa, yeh badnam see galee
meraa naam hai ram hai ramkali

Related Songs

More songs from Jaaneman (1976)
More songs of Hema Malini
More songs of Lata Mangeshkar