Aise na dekh mujhe uh uh, uh uhAise na dekhNah, ghalat!Aise na dekh mujheDon’t look at me like thatAise na dekh…19 November, 1984Mere maa baap ko nahi thi khabar zara siKe unke ghar paida hone wala hai wohJiski wajah se nakli rapper laga lenge faansiMera flow hai taaza, unka flow hai baasiMujhe dekh unke chehre pe chhaayi hai udaasiJab woh karte hain rap leke nakli si capMain leta hoon ubaasi…Uh, jaise main karoon Hindi mein rapKoyi karke dikhao aiseUh, mere jaisa main bas main ekRoz ke dekhun 36 tum jaiseMere gaano mein asarTere gaano mein kasarAage niklega kaiseUh, 30 lakh ek show ka bina kisi albumMujhpe likho koi essay…Tum phenkte rahoMaine aag laga di tum sekte rahoTumhein lagta hai tum rok paoge mujheSapnon ka kya hai bete dekhte rahoAise na dekh mujhe uh uh, uh uhAise na dekhNah, ghalat!Aise na dekh mujheDon’t look at me like thatAise na dekh…Na aise na dekh mujheAise na dekhNa aise na dekh mujhe(Sapno ka kya hai bete dekhte raho)
Rap ki maa bhen ek karne chale hainLadke yeh kal ke (kal ke)Tum karte nakalMujhe poora bharosa apni akal peJeeta hoon aaj ke liye mainLekin meri nazrein hain kal peMain hoon banda kameenaBhool ke bhi na jaana iss bholi si shakal peTum jaison ke to hath bhi nahi aaungaAuto mein aaya automatic mein jaungaJo bhi kaha tha sab karke dikhaungaBollywood ko Chandigarh mein bithaaungaMain likhta rahungaJo bhi jee mein aaye meer likhta rahungaApne gaano pe na na.. na na.. na na..Karun to bhi bikta rahungaUh, jalne waale sach nahi bolteChehre pe dikhta hai munh nahi kholteWaise chaahein jo bhi boleinBut khade huve rongte jhoot nahi bolteAise na dekh mujhe uh uh, uh uhAise na dekhNah, ghalat!Aise na dekh mujheDon’t look at me like thatAise na dekh…Na, aise na dekh mujheAise na dekhNa, aise na dekh mujheuh.. yeah yeah uhThe Boss on the beatAhaan ahaan!Sapno ka kya hai bete dekhte raho.