अगर तुम ना होते agarr tumm naa hote song is sung by . Record label of this song is Himesh Reshammiya Melodies. This song is penned by and composed by . It is produced by Himesh Reshammiya Melodies. This song was released on 20 Sep 2021.
Mastered by : Salman Shaikh at HR Musik Studio
Assistant Mixing Engineer: Anudutt Shamain
Himesh Reshammiya ‘s Team: Suhas Parab, Subhash Parab, Priyesh Vakil
Blessings : Vipin Reshammiya & Madhu Reshammiya
Produced By: Himesh Reshammiya Melodies
Ek lauta dil tha mera kaise sambhala
Tanhaio se ise tune nikala
Ishq ki mujhko chahat na hoti
Jeene ki bhi zaroorat na hoti

Agarr tumm naa hote
Zindagi viran hoti
Agarr tumm naa hote
Zindagi viran hoti

Ishq ki mujhko chahat na hoti
Jeene ki bhi zaroorat na hoti

Agarr tumm naa hote
Zindagi viran hoti
Agarr tumm naa hote
Zindagi viran hoti

Agarr tumm naa hote
Zindagi viran hoti

Khudse huya main judaa
Aankhon se jo tune chuya
Kahi kuch to hain huya
Kuch hua re

Khwabon mein kisi ko basana
Hota hain kya dil lagana
Pehli dafa yeh jaana, jaana re

Ajnabi pyaas hain
Yeh saama khas hain
Tu mere paas hain, paas hain

Ek lauta dil tha mera kaise sambhala
Tanhaio se ise tune nikala
Ishq ki mujhko chahat na hoti
Jeene ki bhi zaroorat na hoti

Agarr tumm naa hote
Zindagi viran hoti
Agarr tumm naa hote
Zindagi viran hoti

Tujhse mila toh laga
Dooriyan hain ek saza
Jeene ki hain tu wajah
Tu wajah re

Tu jo kahe kar jaun
Had se guzar jaun
Tere liye mar jaun
Mar jaun re

Tere deedar ka silsila pyar ka
Yunhi chalta rahe ab sada

Ek lauta dil tha mera kaise sambhala
Tanhaio se ise tune nikala
Ishq ki mujhko chahat na hoti
Jeene ki bhi zaroorat na hoti

Agarr tumm naa hote
Zindagi viran hoti
Agarr tumm naa hote
Zindagi viran hoti.