Aye mere dil kisi say bhi shikwa na kar,Aap bulandi pay tera sitara nahinGhair ka zikr kia, ghair phir ghair hai,Jo hamara tha woh bhi hamara nahinAye mere ham nasheen chal kahin aur chal haaye,Is chaman main ab apna guzara nahinAye meary ham nasheen chal kahin aur chal,Is chaman main ab apna guzara nahinBaat hoti guloon tak to seh lete hum,Ab to kantoon pay bhi haq hamara nahinBaat hoti guloon tak to seh lete hum,Ab to kantoon pay bhi haq hamara nahinAye mere ham nasheenDi sada daar par, aur kabhi toor par,Kis jagah mainay tumko pukara nahinDi sada daar par, aur kabhi toor par,Kis jagah mainay tumko pukara nahinThokrain yon khilanay say kia faida,Saaf keh do kay milna gawara nahinThokrain yon khilanay say kia faida,Saaf keh do kay milna gawara nahinAye mere ham nasheenAaj aaye ho tum kal chalay jao gey,Yeh mohabbat ko apni gawara nahinAaj aaye ho tum kal chalay jao gey,Yeh mohabbat ko apni gawara nahinUmr bhar ka sahara bano to bano haaye,Do ghari ka sahara, sahara nahinUmr bhar ka sahara bano to bano,
Do ghari ka sahara, sahara nahinAye mere ham nasheenGulsitaan ko laho ki zaroorat pari,Sab say pehlay hi gardan hamari katiGulsitaan ko laho ki zaroorat pari,Sab say pehlay hi gardan hamari katiPhir bhi kehtay hain mujh say,Yeh ahl-e-chaman haaye,Yeh chaman hai hamara, tumhara nahinPhir bhi kehtay hain mujh say,Yeh ahl-e-chaman,Yeh chaman hai hamara, tumhara nahinAye mere ham nasheenZaalimo apni kismat pay nazaan na ho,Dor badlay ga, yeh waqt ki baat haiZaalimo apni kismat pay nazaan na ho,Dor badlay ga, yeh waqt ki baat haiWoh yakeenan sunay ga sadayen meri,Kiya tumhara khuda hai hamara nahin!Woh yakeenan sunay ga sadayen meri,Kiya tumhara khuda hai hamara nahin!Aye mere ham nasheen chal kahin aur chal,Is chaman main ab apna guzara nahinBaat guloon tak to seh lete hum,Ab to kantoon pay bhi haq hamara nahinAye mere ham nasheenApne rukh se zulfain hata li jiyeMera zouq e nazar azma li jiyeAj ghar se chala hun main ye soch kar hayeY to nazri nahi ya nazara nahi.