Aaya Re Aaya Re Bhaajiwala, Halki Bahar Hai Kele Anaar Hai Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aaya re aaya re bhaajiwala, halki bahar hai kele anaar hai song is from Toofan Aur Deeya (1956) and it is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt).It stars Satish Vyas, Nanda and Rajendra Kumar in leading roles. This song is penned by Bharat Vyas and composed by Vasant Desai. This song was released on 01 Jan 2018.
Lyrics
aaya re aaya re bhajiwala
na hum koi sahib na kam se hain sarkari
hum to becha rahe hain babu hari bhari tarkari
aaya re aaya re bhajiwala
halki bahar hain kele anar hain
ambua ke nimbua ke hum hai vyapari
halki bahar hain kele anar hain
ambua ke nimbua ke hum hain vyapari
halki bahar hain
aji chakhle jo mere fal ki bahar
aji chakhle jo mere fal ki bahar
uthne lage gi wo ramba sunar
kakdi si chaal ho makdi se baal ho
narangi si khal ho tamatar se gaal ho
naak jaise, naak jaise muli ki nok se sawar
ambua ke nimbua ke hum hai vyapari halki bahar hai
palle me daam ho to galle me aam ho
palle me daam ho to galle me aam ho
aam se hai aam abhi guthali ke daam hai
paise ki bat na karna tu khatpat
khatpat khatpat khatpat khatpat
lena hai maal to le dalo ji jhatpat
jhatpat jhatpat jhatpat jhatpat
uthalo uthalo luta di hai hamne fulwari
ambua ke nimbua ke hum hai vyapari
halki bahar hai kele anar hai ambua ke nimbua ke hum hai vyapari
halki bahar hai aaya re aaya re bhajiwala