Aasman Se Aaya Farishta Lyrics - An Evening In Paris | Pran | Rajendra Nath | Shammi Kapoor | Mohammad Rafi
in Movies
Watch the Video
Song Information
Aasman se aaya farishta song is from An Evening In Paris (1967) and it is sung by Mohammad Rafi.It stars Pran, Rajendra Nath, Shammi Kapoor, Sharmila Tagore in leading roles. This song is penned by Hasrat Jaipuri and composed by Shankar, Jaikishan. It is produced by Shakti Samanta. This song was released on 21 Nov 1967.
Lyrics
Oh jaan-e-man, ek nazar idhar bhi
Pyar ka sabak sikhlaane
Dil mein hai tasveer yaar ki
Laya hoon woh dikhlaane
Aasman se aaya farishta
Pyar ka sabak sikhlaane
Dil mein hai tasveer yaar ki
Laya hoon woh dikhlaane
Kaho pyar hai tumse - ja ja
Oh kaho pyar hai tumse - ja ja ja
Seekho zara seekho andaaz pyar ka humse tum
Karlo aji karlo iqraar pyar ka humse tum
Seekho zara seekho andaaz pyar ka humse tum
Karlo aji karlo iqraar pyar ka humse tum
Aasman se aaya farishta
Pyar ka sabak sikhlaane
Dil mein hai tasveer yaar ki
Laya hoon woh dikhlaane
Kaho pyar hai tumse - ja ja
Oh jaana pyar hai tumse - ja ja ja
Dilbar teri khatir main chand chod kar aaya hoon
Dene nazrana main apne pyar lo laaya hoon
Dilbar teri khatir main chand chod kar aaya hoon
Dene nazrana main apne pyar lo laaya hoon
Aasman se aaya farishta
Pyar ka sabak sikhlaane
Dil mein hai tasveer yaar ki
Laya hoon woh dikhlaane
Kaho pyar hai tumse - silly
Oh jaana pyar hai tumse - don't be silly
Saaya hoon main tera
Tere saath saath hi aaunga
Aashiq hoon main tera
Baahon se bandh le jaaunga
Saaya hoon main tera
Tere saath saath hi aaunga
Aashiq hoon main tera
Baahon se bandh le jaaunga
Aasman se aaya farishta
Pyar ka sabak sikhlaane
Dil mein hai tasveer yaar ki
Laya hoon woh dikhlaane
Kaho pyar hai tumse - hmm
Oh jaana pyar hai tumse - hmm hmm
Kaho pyar hai tumse - haan
Oh jaana pyar hai tumse - haan haan
Kaho pyar hai tumse - kaha na
Oh jaana pyar hai tumse - haan haan hai
Kaho pyar hai tumse - hmm
Oh jaana pyar hai tumse - haan haan