Aap se jo wafa song is from and it is sung by . This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
aapse jo wafa ho gayi
zindagi khushnuma ho gayi
aapse jo wafa ho gayi
zindagi khushnuma ho gayi

aapne aise dekha hame
aapne aise dekha hame
khoobsurat khata ho gayi
zindagi khushnuma ho gayi
aapse jo wafa ho gayi
zindagi khushnuma ho gayi

ham gaye dil gaya jaa gayi
ham gaye dil gaya jaa gayi
ham gaye dil gaya jaa gayi
aapki to ada ho gayi
aapse jo wafa ho gayi
zindagi khushnuma ho gayi

sakiyaa jaam la jaam la
sakiyaa jaam la jaam la
zulf uski ghata ho gayi
zindagi khushnuma ho gayi
aapse jo wafa ho gayi
zindagi khushnuma ho gayi
aapse jo wafa ho gayi
zindagi khushnuma ho gayi