Zindagi song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Meena Udanda. This song was released on 01 Jan 2018.
Zindagi ki sair par chalte hi jana hai hamen
Zindagi ki sair par chalte hi jana hai hamen
Deke har badha ko takkar
Aage badhte jana hai ho ke nidar
Chuna hai hamen armano ka shikar
Chuna hai hamen armano ka shikar
Zindagi ki sair par chalte hi jana hai hamen....


Nahi hai kuch bhi aasan
Jab zindagi mein banani ho apni pehchan
Mushkilon kaa saamna manzilon ko paana
Yahi hai tammana
Yahi hai tammana
Zindagi ki sair par chalte hi jana hai hamen
Zindagi ki sair par chalte hi jana hai hamen


Honsle badaye himmat usme judh jaye jo mehnat
Chalte jayenge hum bina koi dikkat
Josh hai badaye taqat jeet hai badaye ijjat
Chalte jayenge hum bina koi dikkat
Mushkilon kaa saamna manzilon ko paana
Yahi hai tammana
Yahi hai tammana
Zindagi ki sair par chalte hi jana hai hamen
Zindagi ki sair par chalte hi jana hai hamen....