Zindagi kya hai song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Zindagi kya hain kata hain
Ya phool kata samjhna hain bhul
Zindagi hai phool
Zindagi kya hain kata hain
Ya phool kata samjhna hain bhul
Zindagi hai phool


Jeevan hain mala sukh dukh ke moti
In motiyo se jeevan mein jyoti
Jeevan hain mala sukh dukh ke moti
In motiyo se jeevan mein jyoti
Zindagi kya hain aasu hain ya muskan
Aasu nahi nadan zindagi hain muskan


Tej badi ye samay ki dhara hain
Aasha nirasha iska kinara hain
Tej badi ye samay ki dhara hain
Aasha nirasha iska kinara hain
Zindagi kya hain tufa hain
Ya patwar tufa na samjho yar
Zindagi hain patwar
Zindagi kya hain kata hain
Ya phool kata samjhna hain bhul
Zindagi hai phool.