Zindagi fareb hai song is from and it is sung by .It stars Noor Mohammad Charlie and Kesari in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
left right left left atension
zindagi fareb hai fareb se nibhaye ja
jitna tujhse ho sake apna daw chalaye ja
zindagi fareb hai fareb se nibhaye ja
jitna tujhse ho sake apna daw chalaye ja
maflik ho ya dolt wala
shyana ho ya himmat wala
apna matlab samne rakh ullu tu bnaye ja
apna matlab samne rakh ullu tu bhaye ja
uska tu kuch gam na kar uncha rakh apna sar
ishk gar harish hai hushan charso bis hai
aathso chalis bankar tu bhi apna rang jamaye ja
zindagi fareb hai fareb se nibhaye ja
jitna tujhse ho sake apna daw chalaye ja

duniya hai ye aani jaani
duniya hia ye aani jaani
lautegi na fir se jawani
lautegi na fir se jawani
karta kyun hai khun ka pani
karta kyun hai khun ka pani
bhul ja sari pichhli kahani
duniya ki kya parwah karna
pahale pocket apna bharna
pais ho to sab kuch apna
himmat ho to fir kya darna
zindagi sharab hai vishki lajwab hai
soda us me daal kar piye ja pilaye ja