Yun toh naadan song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 25 Sep 2012.
Yun toh naadan hun magar
Kya janiye main kaun hun
Yun toh naadan hun magar
Kya janiye main kaun hun
Ek insaa hun
Ek insaa hun magar
Kya janiye main kaun hun
Yun toh naadan hun
Magar kya janiye main kaun hun


Mujha ko mat dhundho
Payambar oliya naa peer main
Mujha ko mat dhundho
Payambar oliya naa peer main
Jhusvaay-e-maahun
Jhusvaay-e-maahun
Magar kya janiye main kaun hun
Ek insaa hun
Ek insaa hun magar kya
Janiye main kaun hun
Yun toh naadan hun magar
Kya janiye main kaun hun


Ishq ki tasreer bhi hun
Husna ka ishaara bhi
Ishq ki tasreer bhi hun
Husna ka ishaara bhi
Ek toofa hun
Ek toofa hun magar kya
Janiye main kaun hun
Ek insaa hun
Ek insaa hun magar kya
Janiye main kaun hun
Yun toh naadan hun
Magar kya janiye
Main kaun hun


Main falak bhi hun sitara bhi
Hun aur parvaaz bhi hun
Main falak bhi hun sitara bhi
Hun aur parvaaz bhi hun
Ek armaan hun
Ek armaan hun magar
Kya janiye main kaun hun
Ek insaa hun
Ek insaa hun magar kya
Janiye main kaun hun
Yun toh naadan hun magar
Kya janiye main kaun hun


Yun toh naadan hun magar
Kya janiye main kaun hun
Ek insaa hun
Ek insaa hun magar kya
Janiye main kaun hun
Yun toh naadan hun magar
Kya janiye main kaun hun.