Yeh shokh ada yeh mast nigah song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Leonard Goldstein, Ross Hunter. This song was released on 15 Aug 1952.
Yeh shokh ada yeh mast nigah
Yeh shokh ada yeh mast nigah
Jab tadpaye chain na aaye
Tum hi batao kya kare
Ye thandi hawa rangin fiza
Jab gungunaye dil ko sataye
Tum hi batao kya kare
Ye thandi hawa rangin fiza


Tu mera fasana mai teri kahani
Tere hi sahare hai meri zindgani
Tu mera taswwur khwabo ki rani
Dil mein hai dhadkan teri rat suhani
Yeh khoi najar shamo sahar
Tumko bhulaye lekin na paye
Tum hi batao kya kare
Ye thandi hawa rangin fiza


Yeh dil bhi hai tera jan bhi hai teri
Tu pas ho to sari dunia hai meri
Tu mera sahara takdir meri
Tere bina hai dil ki dunia andheri
Aye jane wafa khuda hai gawah
Khud ko bhulaye baithe hai haye
Tum hi batao kya kare


Yeh thandi hawa rangin fiza
Jab gungunaye dil ko sataye
Tum hi batao kya kare
Ye thandi hawa rangin fiza.