Yeh reshmi zulfein song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Raj Khosla. This song was released on 05 Dec 1969.
Inhein dekh kar jee rahe hain sabhi - 2
Yeh reshmi zulfein, yeh sharbati aankhein
Inhein dekh kar jee rahe hain sabhi - 2

Jo yeh aankhein sharam se jhuk jaayengi
Jo yeh aankhein sharam se jhuk jaayengi
Saari baatein yahin bas ruk jaayengi
Chup rehna yeh afsana, koi inko na batlana
Ke inhein dekh kar pee rahe hain sabhi
Inhein dekh kar pee rahe hain sabhi
Yeh reshmi zulfein, yeh sharbati aankhein
Inhein dekh kar jee rahe hain sabhi - 2

Zulfein maghroor itni ho jaayengi
Zulfein maghroor itni ho jaayengi
Dil to tadpayengi, ji ko tarsayengi
Yeh kar dengi deewana, koi inko na batlana
Ke inhein dekh kar jee rahe hain sabhi
Inhein dekh kar jee rahe hain sabhi

Saare inki shikayat karte hain
Saare inki shikayat karte hain
Phir bhi inse muhabbat karte hain
Yeh kya jaadu hai jaane
Phir chaak gire woh deewane
Inhein dekh kar jee rahe hain sabhi - 2
Yeh reshmi zulfein, yeh sharbati aankhein
Inhein dekh kar jee rahe hain sabhi - 2