Yeh khamoshiyaan yeh sama song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Yeh khamoshiyaan ye sama
Yeh taaron bhara aasmaan
Na jaane kidhar le chaley
Haaye taqdeer ki kashtiyaan
Yeh khamoshiyaan ye sama
Yeh taaron bhara aasmaan
Na jaane kidhar le chalee
Haaye taqdeer ki kashtiyaan


Hamne samjha jisse aasraa
Aankh kholi to ek khwaab tha
Hamne samjhaa jisse aasraa
Aankh kholi to ek khwaab tha
Kyaa kahein kiss tarha
Lut gaya dil ki raahon mein
Yeh kaarwaan ye khamoshiyaan
Yeh samaa ye taaron bhara aasmaan
Na jaane kidhar le chalee
Haaye taqdeer ki kashtiyaan


Ham wohi hain wohi raat hai
Par na pehli si woh baat hai
Ham wohi hain wohi raat hai
Par na pehli si woh baat hai
Hai chaman bhi kali bhi wohi
Baaghbaan par nahin meharbaan
Yeh khaamoshiyaan
Yeh sama ye taaron bhara aasmaan
Na jaane kidhar le chalee
Haaye taqdeer ki kashtiyaan


Ae mere pyaar ki zindagi
Aarzoo ab teri chhod dee
Ae mere pyaar ki zindagi
Aarzoo ab teri chhod dee
Aa galey milke ho len judaa
Khatm honey lagee daastaan
Aa galey milke ho lein judaa
Khatm hone lagee daastaan.