Yeh kaun chala song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Abdul Rashid Kardar. This song was released on 01 Jan 2018.
Yeh kaun chala,
Yeh kaun chala
Yeh kaun chala haaye
Yeh kaun chala
Yeh kaun chala haaye
Yeh kaun chala
Meri aankhon mein sama kar
Meri rag-rag mein sama kar
Ye kaun chala


Dil toot raha hai
Mera ji chhoot raha hai
Dil toot raha hai
Mera ji chhoot raha hai
Aise bhi na jaaye
Koi majboor bana kar
Aise bhi na jaaye
Koi majboor bana kar
Meri aankhon mein sama kar
Meri rag-rag mein sama kar
Ye kaun chala
Ye kaun chala haaye
Ye kaun chala


Jaag ae gham-e-furaqat
Looti jaati hai musarat
Looti jaati hai musarat
Jaag ae gham-e-furaqat
Looti jaati hai musarat
Soi hui masoom
Tamanna ko jaga kar
Soi hui masoom
Tamanna ko jaga kar
Meri aankhon mein sama kar
Meri rag-rag mein sama kar
Ye kaun chala
Ye kaun chala haaye
Ye kaun chala


Jane ye hawayen yahan
Kab laut ke aaye
Yahan kab laut ke aaye
Jane ye hawayen yahan
Kab laut ke aaye
Yahan kab laut ke aayen
Chal di meri kashti ko
Yun toofan mein phansa kar
Meri aankhon mein sama kar
Meri rag-rag mein sama kar
Ye kaun chala
Ye kaun chala haaye
Ye kaun chala.