Yeh jo teri payalo ki cham cham hai song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sanjay Shivlani. This song was released on 01 Jan 2018.
ye jo teri payalo ki chan chan hai
ye jo teri payalo ki chan chan hai
aasiqo ke dil ki ye dhadkan hai
ye jo teri payalo ki chan chan hai
aasiqo ke dil ki ye dhadkan hai
chan chan kare jaye haye haye kare jaye
payal hai teri ya uljhan hai
banke diwana mera picha na kar
banke diwana mera picha na kar
teri meri yari honi muskil hai
kabhi mujhe roke tu kabhi mujhe toke
tu aashiq nahi mera dushman hai
ye jo teri payalo ki chan chan hai
aasiqo ke dil ki ye dhadkan hai
aasiqo ke dil ki ye dhadkan hai

julf se lekar jhanjar tak tu jannat ka ek najaara hai
julf se lekar jhanjar tak tu jannat ka ek najaara hai
lagta hai rab ne tujhko jami pe mere liye utara hai
khawab itne suhane dekh na o diwne
tujhpe fida ho jau mai dil mera na mane
yahi to samjh nahi paya hu mai
yahi to samjh nahi paya hu mai
aisi bhi kya teri meri anban hai
chan chan kare jaye haye haye kare jaye
payal hai teri ya uljhan hai
banke diwana mera picha na kar
teri meri yari honi muskil hai
teri meri yari honi muskil hai

de denge teri khatir jaan bhi sabhi yahi kahte hai
de denge teri khatir jaan bhi sabhi yahi kahte hai
najar sabi ki aur kahi to kadam kahi rahte hai
o aisa nahi mai aawara dil nahi mera banjara
iskadar bhi akad na nasamjh bechara
ise samjhana jra muskil hai ise samjhana jra muskil hai
der se manegi par mumkin hai
chan chan kare jaye haye haye kare jaye
payal hai teri ya uljahan hai
ye jo teri payalo ki cham cham hai
aasiqo ke dil ki ye dhadkan hai
aasiqo ke dil ki ye dhadkan hai