Yeh hai sharabkhana song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Robin Bhatt, Sujit Sen. This song was released on 03 Aug 1993.
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana


Sare sharabiyo ka ye
Hai ek thikana, sharab kana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana


Sare sharabiyo ka ye hai ek thikana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana


Pine me hai kharabi
Par kya kare sharabi
Gurbhat se tang koi
Daulat se tang koi
Ye jahar hai to kya hai
Har dard ki dawa hai


Hokar khushi se bochal
Kholi kisi ne bottle
Juve me koi hara, ghum ne kisi ko mara


Ye vo gali hai jisme
Ye vo gali hai jisme
Sabka hai aana jana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana


Aate hai be irada, aasiq jayada
Ye jham chalka chalka
Karta hai rang halka


Dilbar ki bewfai, mahbub ki judai
Vo bhulte nahi pal
Karte hai yaad piker
Ye aag aur pani, unki hai jindgani


Unka hai is jagah se
Unka hai is jagah se, rista bhut purana
Ye hai sharab kana,ye hai sharab kana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana


Halat sharbiyo ki
Ab mai bayan karungi
Masti ka hai vo aalam
Bahke huye hai balam
Kuch kabar nahi hai
Topi hai sar nahi hai
Siggrate bhuji hui hai
Ungali jali hui hi
Sab is trah khade hai
Jaise ki ghir padhe
Tobba ye dhagmagane
Tobba ye dhagmagane
Tobba ye ladknana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana


Sare sharabiyo ka ye hai ek thikana
Ye hai sharab kana,ye hai sharab kana
Ye hai sharab kana, ye hai sharab kana.