Yeh chand sitare song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Yeh chand sitare kya jaane
Is dil ke sahare tut gaye
Aankhon se kisi badkismat ki
Kitne hi sitare tut gaye
Yeh chand sitare kya jaane


Taqdeer ki zalim maujo ne
Afsos duboya laake kaha
Taqdeer ki zalim maujon ne
Afsos duboya laake kaha
Sahil se lagi jyunhi kashti
Maujon se kinare tut gaye
Aankhon se kisi badkismat ki
Kitne hi sitare tut gaye
Yeh chand sitare kya jaane


Ulfat ka chaman sunsan hua
Aaa aaa
Ulfat ka chaman sunsan hua
Wiran mera armaan hua
Aaa aaa
Barbaad huyi dil ki duniyaa
Sab aas humare tut gaye
Aankhon se kisi badkismat ki
Kitne hi sitaare tut gaye
Yeh chand sitare kyaa jaane
Is dil ke sahare tut gaye
Aankhon se kisi badkismat ki
Kitne hi sitare tut gaye
Yeh chand sitare kya jaane.