Ye sitam kya hai bana kar hamko diwana chale song is from and it is sung by .It stars Ajit, Shakila and Master Bhagwan in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by J.C. Malhotra. This song was released on 01 Jan 2018.
ye sitam kya hai bana kar hamko diwana chale
ye sitam kya hai bana kar hamko diwana chale
do ghadi se to kam se kam daure paymana chale
ye sitam kya hai bana kar hamko diwana chale

tumse milkar yuhi hum sharabi ho gaye
tumse milkar yuhi hum sharabi ho gaye
dekhna aankho ke dore bhi gulabi ho gaye
us najar me lo asar tum do ghadi se to kam se kam
daure paymana chale ye sitam kya hai bana kar
hamko diwana chale

zindagi me aisi rate roz aane ki nahi
zindagi me aisi rate roz aane ki nahi
aa bhi jao ye ghadi daman bachane ki nahi
ab adhura chhod kar tum dil ka afsana chale
do ghadi to kam se kam daure paymana chale
ye sitam kya hai bana kar hamko diwana chale