Yahin aarzoo thi dil ki song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Yahin aarzoo thi dil ki
Ki kareeb yaar hota
Aur hazaar jan se kuraban
Main hazaar bar hota


Na sahi agar nahin tha
Bute bewafa pe kabu
Yahi bas tha mere bas
Mein dile bekarar hota


Jo pilana tha pilata
Koi aisi main ai saaki
Jise pee ke tab mahashar
Na main hoshiyaar hota


Har ek aafto ka karta
Main kushi se kair makadam
Main alam ko bhul jata
Jo tu gamagusar hota


Tujhe lutfe did milata
Mujhe lutfe marg katil
Main hamesha marta
Rehata koi aisa vaar karta.