Yaar bin jee nahi song is from and it is sung by .It stars Shahrukh Khan, Raveena Tandon and Rishi Kapoor in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
maar kataari mar jaau
main to yaar bin jee nahi paau
maar kataari mar jaau
main to yaar bin jee nahi paau
main to yaar bin jee nahi paau

yaar ek liye main to ban jaau jogi
thukrau jag sara
jag thukrau, jag thukrau
main to yaar pe jag thukrau
ho maar kataari mar jaau
main to yaar bin jee nahi paau
main to yaar bin jee nahi paau

sine pe sar rakh kiya tha jo vada
vada kabhi na bhulau
vada nibhau, vada nibhau
main to yaar se vada nibhau
ho maar kataari mar jaau
main to yaar bin jee nahi paau
main to yaar bin jee nahi paau

jitni hai baaki rab waapas lele
yaar bin umar nahi chahu
umar nahi chahu, umar nahi chahu
main to yaar bin umar nahi chahu
ho maar kataari mar jaau
main to yaar bin jee nahi paau
maar kataari mar jaau
main to yaar bin jee nahi paau
main to yaar bin jee nahi paau