Yaadein song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
kuch is tarah se rabta hai mera meri yaado ke sath
ki me unhe bhulne nahi deta aur wo mujhe jine nahi deti
chal aaj zindagi me kuch nayi baat karte hai
tu na sahi teri yaado ke sath ek nayi shuruwat karte hai

dil ko yakin hota hi nahi ki ab tu mere pass nahi
milo ke jaisa lage har pal, tanha rehna mumkin nahi
yaade wo teri baate wo teri
bhulane ab tujhe main jaau kis jagah
har lamha main pachtaawa, kisko main haal sunawa
kaise main tujhe manaawa, chad ke na ja menu kaleya
darta hu mar na jaawa, tujhse kahi bichad na jaawa
tujhko din raat bulawa, chad ke na ja mainu kaleya

baitha hu ab bhi mai wahi pe, milte jaha pe hum kabhi the
jaane kaha pe kho gaye wo sapne sajaye jo sabhi the
na dena na mujhko ye saza
mai tujhme hi to hu lapata, aaja ve rabb da waasta
yaade woh teri baate woh teri
bhulane ab tujhe main jaau kis jagah
har lamha main pachtaawa, kisko main haal sunawa
kaise main tujhe manaawa, chad ke na ja menu kaleya
darta hu mar na jaawa, tujhse kahi bichad na jaawa
tujhko din raat bulawa, chad ke na ja mainu kaleya

jaavo ni koi mod leyavo, mere naal gaya ajj ladke
allah kare aa jaave sohna, deva jaan hatheli te dhar ke
heer aankh di jogiya jhuth bole
te kaun rutheya yaar manawda aye
haaye aisa koi na mileya, ve main dhund thaki
ke jehda ghara nu mod leyawanda aye