Woh to bana apna song is from and it is sung by and .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Woh to bana apna
Dekha jo sapna
Aji paya maine pyar dilbar ka
Woh to bana apna
Dekha jo sapna
Aji paya maine pyar dilbar ka
Woh to hogi dulhan baaho mein
Woh jo de gayi khushiya jeevan mein
Dhadkan mein baato mein
Tan mann mein
Woh to bana apna
Dekha jo sapna
Aji paya maine pyar dilbar ka


Jag mein na hota koi yu akela
Thama hath mera aake
Mera aaj tune mera
Yaar ka yeh tohfa hi
Aarzoo thi yeh dil ki
Rabb ba ru bi ru bi
Laga lo dil se meri jaan tohfa
Yeh mera hain armaan
Bada hi suna jeevan tha
Aaj mila ujiyala
Hatho mein hain ek anghudi
Uski nisani pyari si
Gori si pari jo hain dulhaniya
Woh to bana apna
Dekha jo sapna
Aji paya maine pyar dilbar ka


Dil kya hai pyare tu jo bole de du
Aa tujhko pyare gale se laga lu
Chhodu na main na tera haath
Todungi na yeh wada
Rabb ba ru bi ru bi
Lagan ki baze sahnayi
Aao gi ban than ke tum
Milan ki aaye mast gadi
Sej saje phulo ki
Mala tujhko pehnaugi
Dulha saj ke aaye jo tu
Jannat ki pari hain tu dulhaniya
Woh to bana apna
Dekha jo sapna
Aji paya maine pyar dilbar ka


Woh to hogi dulhan baaho mein
Woh jo degayi khushiya jeevan mein
Dhadkan mein baato mein
Tan man mein
Woh to bana apna
Dekha jo sapna
Aji paya maine pyar dilbar ka
Woh to bana apna
Dekha jo sapna
Aji paya maine pyar dilbar ka.