Woh din yaad karlo sanam song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Salim. This song was released on 04 Mar 2005.
Woh din yaad karlo sanam
Woh din yaad karlo sanam
Jab tum hum the sang sang har dam
Milke sehte the khushiyaan gham
Woh din yaad karlo sanam
Woh din yaad karlo sanam
Jab tum hum the sang sang har dam
Milke sehte the khushiyaan gham
Woh din yaad karlo sanam


Main tumse wafaayein karta raha
Yaadon mein jeeta marta raha
Main tumse wafaayein karta raha
Yaadon mein jeeta marta raha
Mujhe bhoola nahin wada apna
Kyu tumne todi kasam
Woh din yaad karlo sanam
Jab tum hum the sang sang har dam
Milke sehte the khushiyaan gham
Woh din yaad karlo sanam


Mera pyar tumhe tadpayega
Kahi chain tumhe na aayega
Mera pyar tumhe tadpayega
Kahi chain tumhe na aayega
Ab jaan bhi jaaye to jaaye
Mera ishq na hoga kam
Woh din yaad karlo sanam
Woh din yaad karlo sanam
Jab tum hum the sang sang har dam
Milke sehte the khushiyaan gham
Woh din haan
Woh din yaad karlo sanam
Woh din yaad karlo sanam
Woh din yaad karlo sanam.