Waqt ka kya hai guzar jayega song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 17 May 2015.
Kehte hain waqt har dukh ki dawa hain
Har zakhm ka marham hain
Ye aisa charagar hain jiska koi saani nahi
Par kuchh logo ke liye jab yeh kat-ta nahi
To dushman bhi ho jaata hain
Lekin aye waqt mere liye toh
Tu hamesh mera dost raha hain
Mera humnava mera humsafar raha hain


Waqt ka kya hai guzar jayega
Waqt ka kya hai guzar jayega
Waqt ka kya hai guzar jayega
Muskuraa do to theher jayega
Muskuraa do to theher jayega
Waqt ka kya hai guzar jayega
Waqt ka kya hai guzar jayega


Rokna yun na tum mere aansu
Rokna yun na tum mere aansu
Rokna yun na tum mere aansu
Rokna yun na tum mere aansu
Bojh dil ka toh
Bojh dil ka toh utar jayega
Bojh dil ka toh utar jayega
Muskuraa do to theher jayega
Waqt ka kya hai guzar jayega
Waqt ka kya hai


Pyaar chhupta hain kya chhupane se
Pyaar chhupta hain kya chhupane se
Pyaar chhupta hain kya chhupane se
Pyaar chhupta hain kya chhupane se
Woh toh khushboo hai
Woh toh khushboo hai bikhar jayega
Woh toh khushboo hai bikhar jayega
Muskuraa do to theher jayega
Waqt ka kya hai guzar jayega
Waqt ka kya hai


Kho gayi raah mitt gayi manzil
Kho gayi raah mitt gayi manzil
Kho gayi raah mitt gayi manzil
Kho gayi raah mitt gayi manzil
Kaarwaan kaise
Kaarwaan kaise kidhar jaayega
Kaarwaan kaise kidhar jaayega
Muskuraa do to theher jayega
Waqt ka kya hai guzar jayega
Waqt ka kya hai


Rind ki baat hi niraali hain
Rind ki baat hi niraali hain
Rind ki baat hi niraali hain
Teri ek baat pe
Teri ek baat pe mar jaayega
Teri ek baat pe mar jaayega
Muskura do to thaher jayega
Waqt ka kya hai guzar jayega
Waqt ka kya hai.