Upar wale teri duniya me, kabhi jeb kisi ki na khali mile song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by I.A. Nadiadwala. This song was released on 30 Aug 1974.
upar vale teri duniya me upar vale teri duniya me
kabhi jeb kisi ka na khali mile kabhi jeb kisi ka na khali mile
koi bhi garib na ho jag me koi bhi garib na ho jag me
har pakit me haryali mile har pakit me haryali mile
upar vale teri duniya me kabhi jeb kisi ka na khali mile

hindu, muslim, sikh, isaai sab ki jebo me paiso ho
sab ki jebo me paiso ho apni nazaro me ae malik
sab ke sab hi ek jaiso ho sab ke sab hi ek jaiso ho
kabhi haar gale ka mila jaye kabhi kano ki haume bali mile
upar vale teri duniya me kabhi jeb kisi ka na khali mile
koi bhi garib na ho jag me har pakit me haryali mile

itni si daya karna data jara bacana dardi se
jara bacana dardi se pala na pade kabhi apna
kisi jalim ya bedardi se kisi jalim ya bedardi se
sab khush rahe sab ke sath sath
humko bhi sada khushali mile
upar vale teri duniya me kabhi jeb kisi ka na khali mile
koi bhi garib na ho jag me har pakit me haryali mile

uper vale sun le niche valo ki pukar
uper vale sun le niche valo ki pukar
arey jinko do deta hai malik unko dena char
arey jinko do deta hai malik unko dena char
aadha unse hum lelenge hojaye beda par
aadha unse hum lelenge hojaye beda par

arey vaise to sab kuch hai tera
sare jag ke palan har sare jag ke palan har
dekho ye apna dhanda malik na karna manda
dete rahna yu chanda mile kabhi na akad ka banda
mile kabhi na akad ka banda hum bhala sabhi ka chahe
yahi hai apni duaye upar vale teri duniya me
kabhi jeb kisi ka na khali mile
koi bhi garib na ho jag me har pakit me haryali mile