Umar to pyar song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Romu N Sippy. This song was released on 31 Dec 1976.
Umar to pyar karne ki aayi
Umar to pyar karne ki aayi
Are are baba re baba
Tu pyar karna


He mujhse aankhe
He mujhse aankhe mila main bata du
He mujhse aankhe mila main bata du
Are tauba re tauba re
Dil kaise hatho se jaaye
Umar to pyar karne ki aayi re
Ho tu pyar karna na


Pyar karne ka mausam jo aaye
Dil deewana machalta hi jaaye
He dard sanso mein ho halka halka
Pyar dil mein utarta hi jaaye
Aaja re aaja re baho mein gori
Pyar kare chori chori
Baharo ka mausam beet na jaaye
Are ja he aaja
Ke rut baharo ki ho aake chhaye
Are tauba re tauba re
Sharmana tera na jaaye


Har laher pe likhi yeh kahani
He he
Sun le tu har kali ki jubani
Saath apna to hai char din ka
Yeh kahani hai sadiyon purani
Are aate aate saukh jawani
Kaise kaha kab aaye koi bhi
Raaz yeh jaan na paye
Main janu kya jaane
Ke pyar ki aisi tasveer hai tu
Ke pyar ki aisi tasveer hai tu
Are tauba re tauba re
Jo pyar karna shikhaye


Umar to pyar karne ki aayi
Umar to pyar karne ki aayi
Are are baba re baba
Tu pyar.

More songs from Zindagi (1976)