Ud jaa song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2006.
Mann ka ye pachhi
Khulke hawaa mein
Ud-na ye chahein kahin
Phir bhi na jaane
Yeh baanwara kyun
Uthta zameen se hi nahi


Chhote se par hain
Lamba safar hain
Rasta hawaa mein kahin
Simaye apni todoge kaise
Duniya yeh saari keh rahi hain
Duniya yeh saari keh rahi hain
Duniya yeh saari keh rahi hain
Duniya yeh saari keh rahi hain
Duniya duniya


Rasta kahaan jaayega
Udke ye kya paayega
Aaya kahaan se jaaye kidhar woh
Dar hai ke khona nahin
Kitane sanwalo itane jawaabo
Ko dhundhna hai nahi
Rasta samajhke aazaad dil ka
Udke tu jaayega wahin


Badhan todke abhi tu ud jaare
Pinjhar chhod ke kahin bhi ud jaare
Uljhan chhod ke yun hi tu ud jaa re
Manzil dhundhke kahin tu ud jaare
Mushkil mod ke kabhi tu ud jaa re
Pankh tu kholke kaise bhi ud jaare
Uljhan chhod ke yun hi tu ud jaa re
Manzil dhundhke kahin tu ud jaare
Badhan todke abhi tu ud jaare
Pinjhar chhod ke kahin bhi ud jaare
Uljhan chhod ke yun hi tu ud jaa re
Manzil dhundhke kahin tu ud jaare.