Tune loota hai laakhon ka shabab, tera khana kharab song is from and it is sung by and .It stars Raj Babbar, Sonam and Kabir Bedi in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Sunil Bohra. This song was released on 01 Jan 2018.
ye mana phul se naajuk hu lekin
sherani mai hu
tu shola hai mohabbat ka to
bijli husn ki mai hu
buri nazro se dekhega
to kar dungi buri halat
tu bawan gaj ka rawan hai to kya
chhapan chhuri mai hu
ke kate hume chhuri jise mai sidha lagta hun
wo bijli pani pani jisse wo hathiyar rakhta hu
mujhe dar hai, mujhe dar hai
na mit jaye tu mera samna kar ke
jo rakh de chir ke har dhal wo talwar rakhta hu

tune luta hai kitno ka husno shabab
tera khana kharab tera khana kharab
tune luta hai kitno ka husno shabab
tera khana kharab tera khana kharab
hey khakh ho jayega re tera husno shabab
tera khana kharab tera khana kharab
khakh ho jayega tera husno shabab
tera khana kharab tera khana kharab
khakh ho jayega tera husno shabab
tera khana kharab tera khana kharab