Tumhi meri mata song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Jawahar Lal Bafna, Vasant. This song was released on 23 Aug 1991.
Tumhi meri mata tu hi peeta hain
Tumhi meri mata tu hi peeta hain
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hain
Tumhi meri mata tu hi peeta hain
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hain


Tera pyar mujhse hai kitna purana
Koi bhi samaye ho mere kaam aana
Tera pyar mujhse hai kitna purana
Koi bhi samaye ho mere kaam aana


Sanso ka bandhan yahi kah raha hain
Ye sanso ka bandhan yahi kah raha hain
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hain
Tumhi meri mata tu hi peeta hain
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hain


Rahu jis ghar mein wo duniya ho meri
Wo mandir ho mera wo puja ho meri
Rahu jis ghar mein wo duniya ho meri
Wo mandir ho mera wo puja ho meri


Meri dhadkano ki yahi to sada hain
Meri dhadkano ki yahi to sada hain
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hain
Tumhi meri mata tu hi peeta hain
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hain


Ayodhya ke jaisa he mera gharana
Har din yahaa ka suhana suhana
Ayodhya ke jaisa he mera gharana
Har din yahaa ka suhana suhana


Na tute ye sapna yahi ilteza he
Na tute ye sapna yahi ilteza he
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hain
Tumhi meri mata tu hi peeta hain
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hain
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hain
Daya hum pe rakhna bahrosa tera hain.