Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 10 Sep 2013.
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain
Naye manzar puraane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain
Naye manzar puraane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain


Tumhari yaad ki khusboo se jaana
Tumhari yaad ki khusboo se jaana
Mere mausam suhane ho gaye hain
Mere mausam suhane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain


Palak bhar bhi humein dekha na tumne
Palak bhar bhi humein dekha na tumne
To phir hum kyun deewane ho gaye hain
To phir hum kyun deewane ho gaye hain
Naye manzar puraane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain


Agar milna nahi to saaf kehado
Agar milna nahi to saaf kehado
Bas ab saare bahane kho gaye hain
Bas ab saare bahane kho gaye hain
Naye manzar puraane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain
Naye manzar puraane ho gaye hain
Tumhe dekhe zamaane ho gaye hain.