Tumhari ek nazar song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 13 Apr 2012.
Tumari ek nazar ke badale
Zindagi nisaar doon
Tumari ek nazar ke badale
Zindagi nisaar doon
Yakee na ho to mujhe tum
Aajmaa ke dekhalo
Yakee na ho to mujhe tum
Aajmaa ke dekhalo
Tumari ek nazar ke badale
Zindagi nisaar doon


Hazaar raahein chal ke aaun
Main tumhari taraf
Hazaar raahein chal ke aaun
Main tumhari taraf
Dil ki iss adda se
Dil ki iss adda se
Mujhe tum kabhi bulake dekha lo
Tumari ek nazar ke badale
Zindagi nisaar doon


Rooh pyaasi na rahein meri
Tamnna thi kahin
Rooh pyaasi na rahein meri
Tamnna thi kahin
Apni aaghosh mein
Apni aaghosh mein
Kabhi isko sama ke dekhalo
Tumari ek nazar ke badale
Zindagi nisaar doon


Tumhare aane se ye khaab
Ban jaaye haqikat
Tumhare aane se ye khaab
Ban jaaye haqikat
Mere khabon ki
Mere khabon ki
Duniya mein zara aake dekhalo
Tumari ek nazar ke badale
Zindagi nisaar doon


Dil ki deewaro pe har taraf hain
Tumhari tasveer
Dil ki deewaro pe har taraf hain
Tumhari tasveer
Tumhi ho mere khuda
Tumhi ho mere khuda
Ismein khud aake dekhalo
Tumari ek nazar ke badale
Zindagi nisaar doon.