Tum toh thehre pardesi song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song was released on 01 Jan 2018.
tum to thehre pardesi tum to thehre pardesi
saath kya nibahaaoge
tum to thehre pardesi saath kya nibahaaoge
tum to thehre pardesi

saath kya nibhaaoge
subaha pehli subaha pehli subaha pehli
gaadi se ghar ko laut jaaoge
subaha pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge
tum to thehre pardesi saath kya nibhaaoge
jab tumhein akele mein meri yaad aayegi
jab tumhein akele mein meri yaad aayegi
khichein khichein hue rahetin ho kyon
khichein khichein hue rahetin ho dhyan kiska hain

zara batao to ye imtihaan kiska hain
hamein bhula do magar ye to yaad hi hoga
nayi sadak pe purana makaan kiska hain
jab tumhein akele mein meri yaad aayegi
jab tumhein akele mein meri yaad aayegi
aasuon ki aasuon ki aasuon ki
baarish mein tum bhi bheeg jaaoge
aasuon ki baarish mein tum bhi bheeg jaaoge
tum to thehre pardesi saath kya nibahaaoge

gam ki dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye
gam ki dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye
tujhko ye tujhko dekhenge sitaarein
to ziya mangenge
tujhko dekhenge sitaarein to ziya mangenge
aur pyaase teri julfo se ghata mangenge
apne kaandhe se duppata na sarakne dena
warna budhe bhi jawani ki duwa maangenge
imaan se
gam ki dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye
gam ki dhup mein dil ki hasratein na jal jaaye
kesuwo ke kesuwo ke kesuwo ke
ke saaye mein kab hamein sulaaoge
kesuwo ke saaye mein kab hamein sulaaoge
tum to thehre pardesi saath kya nibahaaoge

kya karoge tum aakhir kabar par meri aakar
kya karoge tum aakhir kabar par meri aakar
kya karoge tum aakhir kabar par meri aakar
kyon ke jab tumse itefaakan jab tumse itefaakan
meri nazar mili thi ab yaad aa raha hain
shayad woh janwary thi tum yu mili dubara
phir maahe farwary mein jaise ke hamsafar ho
tum raah-ae-zindagi mein
kitna hasi zamana aaya tha march lekar
raahein wafa pe thi tum waadon ki torch lekar
baandha jo ahde ulfat aprail chal raha tha
duniya badal rahi thi mausam badal raha tha
lekin mayi jab aayi jalne laga zamana
har shaks ki zabaan par tha bas yahi fasana

duniya ke dar se tumne badli thi jab nigaahein
tha june ka mahina lab pe thi garm aahein
jully mein jo tumne ki baatchit kutch kam
thein aasman pe baadal aur meri aankhein purnam
mah-ae-agust mein jab barsaat ho rahi thi
bas aasuon ki baarish din raat ho rahi thi
kutch yaad aa raha hain woh maah tha sitambar
bheja tha tumne mujhko tark-ae-wafa ka letter
tum gair ho rahi thi octubar aa gaya tha
duniya badal chuki thi mausam badal chuka tha
jab aa gaya navamber aaisi bhi raat aayi
mujhse tumhein chudane sajkar baraat aayi
be khaif tha december jajbaat mar chuke thein
mausam tha sard usmain
armaan bikhar chuke the

lekin ye kya batau ab haal dusra hain
lekin ye kya batau ab haal dusra hain
lekin ye kya batau ab haal dusra hain
arey woh saal dusra tha ye saal dusra hain
woh saal dusra tha ye saal dusra hain
kya karoge tum aakhir kabra par meri aakar
thodi der thodi der thodi der
ro loge aur bhool jaaoge
thodi der thodi der thodi der
ro loge aur bhool jaaoge

tum to thehre pardesi saath kya nibhaaoge
tum to thehre pardesi saath kya nibhaaoge
subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge
subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge
subah pehli gaadi se ghar ko laut jaaoge