Tum par meri jaan song is from and it is sung by .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Ya ya ya o ya ke tum
Par meri jaan sabab aa gaya
Ya ke fir mere marne ke din aa gaye
Ya ke tum par meri jaan sabab aa gaya
Ya ke fir mere marne ke din aa gaye
Ya ke tumko apni ki khushi maan lu
Ya ke aah barne ke din aa gaye
Ya ke tum par


Ye najare ye najare
Jo mujhko diwane kare
Hai baharo me aise najre kaha
Dur ho dil ka andhera kabhi
Asaman me aise sitare kaha
Ya meri ya meri aarzuo ki kaliya khali
Ya tumhare sanwarne ke din aa gaey
Ya ke tum par meri jaan sabab aa gaya
Ya ke fir mere marne ke din aa gaye


Tumko dekha tumko dekha
Kadam dagmagane alga
Aisi masti fajao me milti nahi
In mahakate huye gesuo ki kasam
Aisi khushbu hawao me milti nahi
Ya ke duba hua ya ke duba hua hu mai
Jajbaat me, ya tumhare
Ubarne ke din aa gaye
Ya ke tum par meri jaan sabab aa gaya
Ya ke fir mere marne ke din aa gaye
Ya ke tumko apni ki khushi maan lu
Ya ke aah barne ke din aa gaye
Ya ke tum par.