Tum par chhodi jeevan song is from and it is sung by .It stars , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
Krishna tum hi ho tum hi kanhaiya
Tum par chhodi jeevan ki naiyya
Krishna tum hi ho tum hi kanhaiya
Tum par chhodi jeevan ki naiyya
Bich bhanwar mein chahein dubo do
Chahein paar laga do
Krishna tum hi ho tum hi kanhaiya
Tum par chhodi jeevan ki naiyya


Aankh yeh meri jab se khuli hain
Chhaon kahin na mujhko mili hain
Aankh yeh meri jab se khuli hain
Chhaon kahin na mujhko mili hain
Lamba safar hain dhoop kadi hain
Aas tumhare dar se lagi hai
Tum chaho toh kaanto mein bhi
Tum chaho toh kaanto mein bhi
Pal mein phool khila do
Krishna tum hi ho tum hi kanhaiya
Tum par chhodi jeevan ki naiyya


Aur nahin hain apna thikana
Tum sab jaano kya hai batana
Aur nahin hain apna thikana
Tum sab jaano kya hai batana
Raat badi hain tham ki ghadi hain
Kaisi vipda mujhpe padi hain
Chhod ke tumko jaaun kahan main
Chhod ke tumko jaaun kahan main
Mujhko yeh toh bata do
Krishna tum hi ho tum hi kanhaiya
Tum par chhodi jeevan ki naiyya


Krishna tum hi ho tum hi kanhaiya
Tum par chhodi jeevan ki naiyya
Bich bhanwar mein chahein dubo do
Chahein paar laga do
Krishna tum hi ho tum hi kanhaiya
Tum hi kanhaiya tum hi kanhaiya
Tum hi kanhaiya tum hi kanhaiya
Tum hi kanhaiya tum hi kanhaiya.