Tum humse kyu darta hai song is from and it is sung by .It stars and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 01 Jan 2018.
tum hamse kyu darta hai are ham to tumpe marta hai
jane jigar dekho idhar dilbar gum kyu karta hai

chand ki dusman ho nahi sakti chandani o matwale
phul se khusbu dur na hogi lakh jatan kar dale
aaja re aaha ha hasle gale mauj manale aahe kyu bharta hai
jane jigar dekho idhar dilbar gum kyu karta hai
tum hamse kyu darta hai are ham to tumpe marta hai
jane jigar dekho idhar dilbar gum kyu karta hai

chhod ke piche rain andheri dekh wo tuta tara
pyar ki manjil me rahi ko kafi hai ishara
aaja re aaha ha hasle gale mauj manale aahe kyu bharta hai
jane jigar dekho idhar dilbar gum kyu karta hai
tum hamse kyu darta hai are ham to tumpe marta hai
jane jigar dekho idhar dilbar gum kyu karta hai

kahle fasana soya jamana rat ki chadar tane
saj pe dil ki dhun dhadkan ke ched de aa diwane