Tukur tukur song is from and it is sung by .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Gauri Khan. This song was released on 18 Dec 2015.

Tukur tukur tukur tukur
Tukur tukur dekh taka tak (x3)

Dil mein haan hai honthon pe na
Dil mein haan hai honthon pe na
Bhare bazaar mein dil tod gayi zaalima

Tukur tukur tukur tukur
Tukur tukur dekh taka tak (x2)

Aashiqon ki jaan le gayi
Aashiqon ki jaan le gayi
Kaahe rumal magar chod gayi zalima

Tukur tukur tukhur tukhur
Thukur thukur dekh taka tak (x2)

Chahne wale tere jittne hazar sanam
Badh ke humse nahi honge dildar sanam
Ye zamana hai bewafa
Ye zamana hai bewafa
Mille mushqil se wafadar koi baalma

Tukur tukur tukur tukur
Tukur tukur dekh taka tak (x3)

Ayiyaya Vasco da Gama
Ayiyaya pagdi pajama
Hey ayiyaya Vasco da Gama
Ayiyaya pagdi pajama

Hosh mein hi sahi

Magar gustakhiyan ho zara
Aa tujhe chum loon
Bhale badnamiyan ho zara

(Tukur tukur tukur tukur..)

O hosh mein hi sahi
Magar gustakhiyan ho zara
Aa tujhe chum loon
Bhale badnamiyan ho zara

Husn hai bekaabu agar
Husn hai bekaabu agar
Kaahe jazbat ko kaabu mein rakhe baalma

Tukur tukur tukur tukur
Tukur tukur dekh taka tak (x4)

Hey ayiyaya Vasco da Gama
Ayiyaya pagdi pajama (x2)

Pyaar kya cheez hai
Pichha chode naa wo marz hai
Umr bhar sar se jo
Miyan utre na wo karz hai
Isse bach ke rehna zara
Isse bach ke rehna zara
Nazar andaaz naa kar mashwara ye kaam ka

Tukur tukur tukur tukur
Tukur tukur dekh taka tak (x2)