Tujhe yaad na meri aayee song is from and it is sung by , , and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . This song was released on 19 Aug 1998.
Rabba mere ishq kisi ko

Aise na tadapae

Dil ki baat rahe is dil mein

Honthon tak na aae, na aae na aae

 

Tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna

Dil roya ki aankh bhar aayi

Dil roya ki aankh bhar aayi

Kisi se ab kya kehna

 

Tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna

Dil roya ki aankh bhar aayi

Dil roya ki aankh bhar aayi

Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna

 

Tujhe har khushi de di

Labon ki hansi de di

Zulfon ki ghata laharaayi

Paigaam wafaa ke laayi

Tu ne achchhi preet nibhaayi

Tu ne achchhi preet nibhaayi

Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna

 

O maahiya oo maahiya

Tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna

 

Vo chaand mere ghar-aangan

Ab to aayega

Ab to aayega ab to aayega

Tere sune is aanchal ko

Woh bhar jaayega

Teri kar di god bharaayi

Teri kar di god bharaayi

Kisi se ab kya kehna

Dil roya ki aankh bhar aayi

Dil roya ki aankh bhar aayi

Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi

 

O maahiya, o maahiya

Khata ho gayi mujh se

Kaha kuchh nahin tum se

Ikaraar jo tum kar paate

To duur kabhi na jaate

Koi samajhe na peer piraayi…

Koi samajhe na peer piraayi…

Kisi se ab kya kehna

 

Tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna…

Dil roya ki aankh bhar aayi

Dil roya ki aankh bhar aayi

Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna

Tujhe yaad na meri aayi

Kisi se ab kya kehna.