Tu tu hai wahi song is from and it is sung by and .It stars , , , in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Ramesh Behl. This song was released on 09 Apr 1982.
Tu hai jahan main hoon wahan
Ab to yeh jeena tere bin hai sazaa
Ho mil jaayein is tarah do leharein jis tarah
Ho mil jaayein is tarah do leharein jis tarah
Phir hon na judaa haan yeh vaada raha

Main aawaz hoon to tu hai geet mera
Main aawaz hoon to tu hai geet mera
Jahan se nirala manmeet mera
Mil jaayein is tarah do leharein jis tarah
Ho mil jaayein is tarah do leharein jis tarah
Phir hon na judaa haan yeh vaada raha
Tu tu hai wahi dil ne jise apna kaha
Tu hai jahan main hoon wahan
Ab to yeh jeena tere bin hai sazaa

Kisi mod pe bhi na yeh sath toote
Mere hath se tera daaman na chhoote
Kabhi khwaab mein bhi tu mujhse na roothe
Mere pyar ki koyi khushiyaan na loote
Mil jaayein is tarah do leharein jis tarah
Ho mil jaayein is tarah do leharein jis tarah
Phir hon na judaa haan yeh vaada raha
Tu tu hai wahi dil ne jise apna kaha
Tu hai jahan main hoon wahan
Ab to yeh jeena tere bin hai sazaa

Tujhe main jahan ki nazar se chura loon
Kahin dil ke kone main tujhko chhupa loon
Kabhi zindagi mein pade mushkilein to
Mujhe tu sambhaale tujhe main sambhaloon

Yeh vaada raha