Tu mere man ki song is from and it is sung by and .It stars , , and in leading roles. This song is penned by and composed by . It is produced by Shabnam Kapoor. This song was released on 04 Aug 1995.
Main tere mann ki maina hoti
Tu mere mann ka tota
Main tere man ki maina hoti
Tu mere mann ka tota
Khule gagan mein
Khule gagan mein udte
Dono dar na kisi ka hota
Hua hua kya hua pyar hua
Hua hua kya hua pyar hua


Tu jo meri maina hoti
Main jo tera tota
Tu jo meri maina hoti
Main jo tera tota
Kar deti tu
Kar deti tu bechain
Mujhe chain se mai na sota
Hua hua kya hua pyar hua


Tu mera mahbub sanam hai
Deewaro pe likh du
Nichi nazre karke unche
Chobaro pe likh du
Tu mera mahbub sanam hai
Deewaro pe likh du
Nichi nazre karke unche
Chobaro pe likh du
Jane de ja ja jane de
Pyar ka kaisa josh chada hai
Hosh nahi hai tujhko
Mujhe pata hai muft mein tu
Badnam karegi mujhko


Tu mera yar hai kahde ke pyar hai
Ye tere pyara ka kissa bekar hai
Kuch na hota
Kuch na hota is dunia mein
Pyar agar na hota
Hua hua kya hua pyar hua
Hua hua kya hua pyar hua


Dhak dhak dhak dhak dil dhadke
Mai jab bhi dekhu tujhko
Kali topi wale tune
Pagal kar diya mujhko
Jane de ja ja jane de
Chup chup bas bas ruk ruk
Yu tarif na kar tu meri
Chhod de mera picha
Niyat thik nahi hai teri
Apna bana le dil bekarara hai
Kal bhi inkar tha ab bhi inakr hai
Jan nikalti hai
Jan nikalti hai meri kyu
Dard tujhe nahi hota
Main tere mann ki maina hoti
Tu mere mann ka tota
Main tere mann ki maina hoti
Tu mere mann ka tota
Khule gagan mein
Khule gagan mein udte
Dono dar na kisi ka hota
Hua hua kya hua pyar hua
Hua hua kya hua pyar hua.